baat purani hai , shayad 5 saal purani. mein tab UK mein nayi nayi aayi thi. bahut thand thi un dino, do do jacket daal ke bahar jaate the. Ghar mein aaram tha. summers aayi , mein thoda bahar ghoomne ko nikali to mujhe saamne woh dikhayi diya. Ted , the bull , they all used to call him. height kuch 5'10 hogi , gora jaise makhan aur lamba chauda. ghar baithe kha kha ker mujhe lagne laga tha ki mein thodi moti si ho gayi hoon , so mein chal padi gym ki aur. ab gym mein kya tha , wahan to bade hi khoobsoorat log the. AC chal raha tha aur maze ka aalam tha. Ted to wahan ka trainer nikala, aur khushi khushi mereko train kerne laga. meine ussse poocha ki kya mein moti ho gayi hoon, to bola nahi , bilkul nahi. per aap agar thoda dhyaan de to sahi jagah per sahi weight gain ker sakti hai. woh bola ," gaining right weights at right places " you see. Meine bhi socha , ki baat to sahi hai , per karun kya , i said its fine. hum dono khoob trainign kerte. woh kisi na kisi tarah se mujhe choone ki koshish kerta. mard tha so pata lag raha tha ki hindustani ladki ko ched raha tha. pata nahi mujhe kya soojha , jab agli baar usne mujhe choone ki koshish ki to meine usse thapad maar diya. meine usse do gaaliya di aur chali gayi. agle do din tak mujhe usper itna gussa tha ki kuch samajh nahi aa raha ki kya karungi. socha ki kabhi uski shakl nahi dekhungi , per @#@@# saamne aa hi gaya.
kya hai , Ted , why you keep on following me , meine usse poocha.
mereko tumse kuch kehna hai , kya mein tumhe ek dost ki tarah baat ker sakta hoon.
meine socha ki maafi maang raha hoga to mein maan bhi gayi. hum uske ghar ke bahar hi baithe the , so woh bola , sonia , suno zara , mujhe tumse kuch confess kerna hai
meine kaha, maafi maangne ki zaroorat nahi hai , jab galti ki hai to bhugto bhi. per mein nahi maanne wali , ab mein tumse baat nahi kerni
woh bola , nahi nahi , mein kuch aur confess kerna tha. meine kaha ," aisa kya , kahin tum mere se pyaar vyaar ki baat to nahi na ker rahe ho"
woh bola , suno sonia , tumhari gaaliya sunker mujhe kuch hota hai . mein tumhara gulam ban ker rehna chahta hoon. jaisa tum kahogi mein karunga , gym ki saari kamayi tum hi rakh lena , mujhe bus khoob gaaliya dena , apna paltoo kutta bana ker rakh lena.
meine kaha , paltoo kutta banana hai tujhe , to ja apne ghar mein dafa ho jaa aur apna muh kabhi na dikhana.
woh chup chaap chala gaya , per mein raat bhar sochti rahi. handsome to woh tha hi , paise bhi ache kamata hai , try kerne mein kya jaata hai,
meine agle din call kiya aur bola , sun be , mujhe tera offer to theek lag raha hai , per mein thode din tereko try karungi aur meri bhi kuch shart hai .
woh bola sab manzoor hai , meine kaha suno to . bola nahi sunni mujhe manzoor hai. meine kaha mazoor hai to suno ki kya kya kerna hai
phele kabhi soch bhi mat lena ki mein teri kuch hoon , agar kisi bhi bahane se mujhe choone ki koshish ki to mein chod ker chali jaungi.
doosra , tu mera hi nahi meri sab friends ka kam karega. ghar mein bartan maanjna , safayi aur sab kuch. naukrani badi mehngi hai aur tu gym mein 6 ghante hi rehta hai, baaki sab time tum ghar mein hi rahoge. theek hai.
My BoyFriend
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
5 comments:
Wow . yehoi naan baat . Sonia zabardast plot kiya kehne . brain hai woh bhi zarkhaiz aur usse use karna bhi janti ho . maza aa giya yaar . kahni ki uthaan hi zabardast hai . tthank you Sonia. thank you.
i will try to continue , but think people dont come to read
sahi hai kahani...agay kya hua..I'm interested in hearing
yaar aage kya hua plzzz btao bot mast kahani h
Sonia itni kushti ladne ke shaukeen ho to ho jaaye ek din.
Post a Comment